Download Nukkad Natak Street Play Scripts on Cleanliness & Environment PDF in Hindi – नुक्कड़ नाटक स्ट्रीट प्ले स्क्रिप्ट पीडीएफ हिंदी में डाउनलोड करें
Welcome to our new post. This post will provide you with a PDF of Nukkad Natak Scripts in Hindi. You can find the scripts for Nukkad Natak, which you can also download in PDF format at the end of this post.
Checkout:
Nukkad Natak Script
Nukkad Natak or Street theatre is a form of theatrical performance and presentation in outdoor public spaces without a specific paying audience. These spaces can be anywhere, including shopping centers, car parks, recreational reserves, college or university campuses, and street corners.
They are especially seen in outdoor spaces where there are large numbers of people. The actors who perform street theatre range from buskers to organized theatre companies or groups that want to experiment with performance spaces, or to promote their mainstream work.
Street Play Scripts
PUPPET 1- suno re bhaiya, haan haan tum
PUPPET 2- aur tum bhi, kaahe khade ho, baitho!
PUPPET 1- dhyaan se suno hamaari baat, phir na kena kahaa nahin
PUPPET 2- ab jo tumhein bataayenge, kya vo tumko pataa nahin
PUPPET 1- safaayee hai aadhaa eemaan
PUPPET 2- jahaan swachchhtaa, vahaan bhagvaan
PUPPET 1- saaf vaataavaran, saaf ho ghar
PUPPET 2- kachraa naa phenko baahar
PUPPET 1- khaane se pehle aur baad
PUPPET 2- saabun se dho-o donon haath
PUPPET 1- khule mein kabhi na shauch karo
PUPPET 2- swachchh raho, svasth raho aur mauj karo (Puppets leave and sit in between the audience, dancing and singing the last line)
(Dhaanu takes a deep sigh, and sits up. looks around.)
RAJJO : ( LOTA PATAKTE HUYE)
DHAANU- Arey kahe subah subah bartan peet rahe ho? Lota bhar ke rakho, hume shauch k liye bahar jana hai..
RAJJO- Lake dharr diye tumre sar par..arey kitni baar kahe hai, ki ghar mei shauchaly banwai lo, par tumko to kuch samajh mei nahi aata, arey gaon ke log to aese dekhat hai ki humka batane mei sharam aawat hai or toh or gaon ke laaikan peechha tak karat hai humar..arey hum pooch rahe hai ki ye sharam naak jindagi kab tak jiye ke padi.
Arey aaj hum hai, kal humar ghar beti jawaan hogi, usko bhi yahi sarmindgi uthave padi toh hum humari jaan de dei..
(Dhaanu folds his legs and face the audience)
DHAANU- kaa roj sabere sabere wahi raag alaapna suroo kar det ho? do joon ki roti muskil se posaaye pad rahi hai. oo paisa bhi shauchaalay banvaaye khaatir kharch dein to kangaali mein ham-tum khaayeinge kaa aur nikaaleinge kaa? tabhaoo tohaar shauchaalay bekaar dharaa na jaavega….
RAJJO- taal-matol karna to koi in se seeekhe. arre kitte dinon se ham sun rahe hain, ghar ke bheetar shauchaalay banvaai ke istemaal karne waale parivaar ko sarkaar paise det hai. gaanv bhar mein ehee charchaa hai.
DHAANU- haan, bas charchaa hi suno tum, kharchaa naahin sunti ho kaa?
RAJJO- to khule mein hagne se kaun sone ki asarfee diye de rahaa hai?
(Rajjo faces to the audience, and talks to them)………
You can find the complete Nukkad Natak Scripts in Hindi in the PDFs given below.
Download Nukkad Natak Scripts PDF in Hindi
You can download the Nukkad Natak Scripts PDFs from the download button given below.
We hope you find this helpful content and are able to download the PDF for the Nukkad Natak Scripts in HIndi.
Checkout:
Nice skit written with lots of imagination. Love it.